Author : Pankaj Sabnani
Here are some memorable dialogues from Salman Khan, Katrina Kaif & Sunil Grover starrer Bharat. They do contain spoilers. So, if you haven’t watched the film, read no further.
- Kumud Raina (Katrina Kaif): Toh mujhme tumhein apne bauji dikhayi dete hain?
- Bharat (Salman Khan): Mere bauji humesha kaha karte the ki jab bhi zindagi mein low feeling ho na, to meetha kha lena chahiye.
- Kumud Raina (Katrina Kaif): Kabhi bhi kisi ko woh sapna mat dikhao jise tum pura na kar sako.
- Kumud Raina (Katrina Kaif): Upar wale nein tumhein insaan banaya hai, bhagwaan banne ki koshish mat karo.
- Bharat (Salman Khan): Aksar log mujhse poochte hai ki meri surname kya hai, jaati kya hai, dharam kya hai? Aur main unse muskurake kehta hoon ki is desh ke naam pe mere bauji ne mera naam Bharat rakha. Ab itne badhe naam ke aage jaati, dharam, surname lagake na toh apna aur na hi is desh ka maan kam kar sakta hoon.
- Bharat (Salman Khan): Jitne safed baal mere sar aur daari mein hain usse kahin zyada rangeen meri zindagi rahi hai.
- Bharat (Salman Khan): Kuch rishtey zindagi se hote hai aur kuch rishtey khoon se. Mere paas dono hi the.
- Gauthi (Sunil Grover): Bharatya, madam sir to vilayat aakar Parveen Babi bann gayi hain.
- Bharat (Salman Khan): Har muskurate huye chehre ke peeche ek dard chupa hota hai. Aur shayad wohi dard aapko zinda rakhta hai.
- Bharat’s father (Jackie Shroff): Desh logon se banta hai aur logon ki pehchan unke pariwar se hoti hai.
- Bharat (Salman Khan): Yeh sher boodha zaroor ho gaya hai lekin shikaar karna nahi bhoola.